Roman script

tum se nazar milake 

tum se nazar milake, pareshaa ho gayi 

tum se nazar milake, pareshaa ho gayi 

tumko kya kahun ki, main jawaa ho gayi 

main jawaa, main jawaa, main jawaa ho gayi 

main jawaa ho gayi, main jawaa ho gayi 

nas nas aisi agni jaagi 

nas nas aisi agni jaagi, mose raha naa jaye 

solah baras ki ho gayi main ab koi use samjhaye 

ho hay mai kaisi nadaa ho gayi 

main jawaa, main jawaa, main jawaa ho gayi 

main jawaa ho gayi, main jawaa ho gayi 

laaj sharm ko chhod ke sajna 

laaj sharm ko chhod ke sajna aayi tere dwaar 

tere liye ham to hai mar mitane ko bhi taiyaar 

ho kaise budhu pe main kurbaa ho gayi 

main jawaa, main jawaa, main jawaa ho gayi 

main jawaa ho gayi, main jawaa ho gayi 

mujhko bana le apni dulhniyaa

mujhko bana le apni dulhniyaa o mere tu sajna 

ab to mujhko apana bana le 

pahna de tu kangana 

ho samjha samjha ke main hairaan ho gayi 

main jawaa, main jawaa, main jawaa ho gayi 

tumse nazar milake 

ho tumse nazar milake, pareshaa ho gayi 

tumko kya kahun ki, main jawaa ho gayi

Explore this song