Roman script

na hai yeh pana na khona hi hai

tera na hona jane kyun hona hi hai

tum se hi din hota hai surmaiye shaam aati

tumse hi, tumse hi

har ghadi saans aati hai zindagi kehlati hai

tumse hi, tumse hi

na hai yeh pana na khona hi hai

tera na hona jane kyun hona hi hai

aankho me ankhe teri, baaho me baahe teri

mera na mujhme kuch raha hua kya

baato me baate teri raate saugate teri

kyun tera sab yeh ho gaya hua kya

main kahi bhi jata hu tumse hi mil jata hu

tumse hi, tumse hi

aadha sa wada kabhi, aadhe se jayada kabhi

jee chaahe kar lu is tarah wafa ka

chhod e na chhoote kabhi, tode na tute kabhi

jo dhaga tumse jud gaya wafa ka

main tera sarmaya hu jo bhi main ban paya hu

tumse hi, tumse hi

na hai yeh paana na khona hi hai

tera na hona jaane kyun hona hi hai

Explore this song