Roman script

tum sath raho jiwan bhar 
to main prem karu sukh paau 
main prem karu sukh paau 
tum sath raho jiwan bhar 
to main prem karu sukh paau
main prem karu sukh paau 
jiwan hai anmol koyaliya bol 
basant bula do kar ke naya shringar
jata kar pyar mare ko jila do 
bas ek tumhari boli 
bas ek tumhari boli 
par main sara raj lutau
main sara raj lutau
tum sath raho jiwan bhar 
to main prem karu sukh paau 
main prem karu sukh paau 
lua jane ye raj mila jo aaj 
rahe ya jaye fir na kahi is bar
kisi ka pyar bhikhari banaye
roti hi rahe dukh pake
roti hi rahe dukh pake
ab main sukh pake ghabarau
main sukh pake ghabarau
tum sath raho jiwan bhar 
to main prem karu sukh paau 
main prem karu sukh paau 
unse badha kar mel prem ka khel 
kiya tha miane aur kahin main gaau
jod ke gaau chali dukh pane 
main kab se prem ke phulo 
main kab se prem ke phulo me 
andhiyare se dar jaau
main sukh pake ghabarau
tum sath raho jiwan bhar 
to main prem karu sukh paau 
main prem karu sukh paau

Song details

Song video

Watch on YouTube

singer: Binapani Mukherjee, Chitalkar Ramchandra