Roman script

tum sang lagi tum sang lagi
tum sang lagi tum sang lagi
rang rati main peke rang me 
naina lad gaye peke sang me
na soyi na jagi tum sang lagi
tum sang lagi tum sang lagi
tum sang lagi
kya ujiyare kya andhiyare 
ab na dole jiya
nagar ganv me dhup chhanv me 
sang hai mere piya
phul khile hai mann upwan 
chavi piya kee nainan me
saree duneeya tyagee tum sang lagee 
tum sang lagee tum sang lagee
tum sang lagee lagee piya tum sang
bat bat me in honto pe nam piya ka aaye
rom rom me bas gaya 
jo chhupta nahee chupaye
kaun disa beh nikalee dhara 
jan gaya hai yeh jag sara
jo lagi so lagi tum sang lagi
tum sang lagi tum sang lagi
tum sang lagi tum sang lagi
tum sang lagi tum sang lagi
tum sang lagi

Song details