Roman script

falak pe jitne sitare hain

zindagi ho teri chand se jyada zamane me roshni ho teri

tera sadka utar du kahin nazar na lag jaye

tu sada khush rahe duniya ki har khushi ho teri

tum salamat raho ha salamat 

tum salamat raho ye hain meri dua

tum salamat raho ye hain meri dua

mere daman me hain bhi kya

mere daman me hain bhi kya

mere daman me hain bhi kya dua ke siwa

tum salamat raho ye hain meri dua

tum salamat raho ye hain meri dua

aa aa

shole armano ke machalte hain

hum shama ki tarah pighalte hain

shole armano ke machalte hain

hum shama ki tarah pighalte hain

tumhari basam me jalte hain chraag

jalte hain chraag

meri aankho me khaab jalte hain

shole armano ke machalte hain

o o aa aa

dekhti hu jidhar ho tum hi tum udhar

dekhti hu jidhar ho tum hi tum udhar

kuch nazar na aaye ab tumhare siwa

tum salamat raho ye hain meri dua

tum salamat raho ye hain meri dua

ab baharo ki jarurat kya hain

in najaro ki jarurat kya hain

ab baharo ki jarurat kya hain

in najaro ki jarurat kya hain

in nigaho ka karam kaafi hain kaafi hain

ab saharo ki jarurat kya hain

ab baharo ki jarurat kya hain

o o aa aa

nur se hain tumhare ujale yaha

nur se hain tumhare ujale yaha

chand suraj ki jarurat humko hain kya

tum salamat raho ye hain meri dua

tum salamat raho ye hain meri dua

aaj ka jashn aaj ki ghadi mubarak ho

ye sama ye khumar ye khushi mubarak ho

hain tamana humari hain ye chahat humari

zamane ki sari kimate ho tumhari

kaash pauche falak pe ye sadaye humari

ke humari bhi umar lag jaye sari

o o aa aa

hain tumahri hasi par kurbaan sab

hain tumahri hasi par kurbaan sab

mera dil bhi meri jaan bhi dilruba

tum salamat raho ye hain meri dua

mere daman me hain bhi kya dua ke siwa

tum salamat raho

tum salamat raho

tum salamat raho ye hain meri dua

Explore this song