Roman script

tum sath ho kya baat hai

kitni hasin chaahat ki yeh shuruaat hai

kaise kahu kyun aajkal

behake huye dil ke mere jazbaat hai

jamana yeh roke, na abb khuda khuda khuda

kabhi milke honge, na hum juda juda juda

tujhse mera ha aa aa, wada raha ha aa aa

pehale kabhi dhadka na tha, tumse mila to dil gaya

raate khili subaha hasin, sath tera jo mil gaya

sach me kahu tere siva, meri koyi manjil nahi

mujhko yakin ai humsafar, koyi safar muskhil nahi

khud ko sanam roka magar

bas mein nahi mann ke mere haalat hai

kaise kahu kyun aajkal

behake huye dil ke mere jazbaat hai

tere kadam jaise chale, phiche tere main chal padu

jis raah pe chalate huye, tu jo mude main bhi mudu

aankhon ne jo dekhe the woh, khwabo ki tum tabir ho

hatho mein hai likhi mere, tum woh haseen taqdir ho

wada kiya khai kasam

chhutega na hatho me jo yeh hath hai

kaise kahu kyun aajkal

behake huye dil ke mere jazbaat hai

jamana yeh roke, na abb khuda khuda khuda

kabhi milke honge, na hum juda juda juda

tujhse mera ha aa aa, wada raha ha aa aa

Explore this song