Roman script

tum ruth ke mat jaana, tum ruth ke mat jaana

mujhse kya shikava diwana hai diwana

mujhse kya shikava diwana hai diwana

kyon ho gaya begana, kyon ho gaya begana

tera-mera kya rishta ye tune nahi jaana

tera-mera kya rishta ye tune nahi jaana

main laakh hu begana, main laakh hu begana 

phir ye tadap kaisi itna to bata jaana

phir ye tadap kaisi itna to bata jaana

fursat ho to aa jaana, fursat ho to aa jaana

apne hi haatho se meri duniya mita jaana

apne hi haatho se meri duniya mita jaana

tum ruth ke mat jaana, tum ruth ke mat jaana

mujhse kya shikava diwana hai diwana

mujhse kya shikava diwana hai diwana

Explore this song