Roman script

mehfil mein aaj jhum ke shabaab aa gaya

sitamgar tere sitam ka jabaab aa gaya aa

humse aake aankh milaaye humse aake aankh milaaye 

aankh milaaye tu kya aankh milaaye

tujhme itna dum nahi tujhme itna dum nahi 

ho aaj faisala ho jaayega ho ho jaayega ho jaayega

aaj faisala ho jaayega

tum nahi ya hum nahi tum nahi ya hum nahi

mehfil waale yeh bhi sun le yeh bhi sun le tum bhi sun lo

hum bhi kisi se kam nahi hai aaj faisala ho jaayega

tum nahi ya hum nahi tum nahi ya hum nahi 

baraso se jo dil mein lagi ho

aag bujhaakar jaayenge aag bujhaakar jaayenge 

jo humko mitaane aaye hai hum unko mitaakar jaayenge 

hum unko mitaakar jaayenge maar ke dushman ko mar jaaye

maar ke dushman ko mar jaaye

phir toh hume koyi gum nahi phir toh hume koyi gum nahi 

aaj faisala ho jaayega ho ho jaayega ho jaayega

tum nahi ya hum nahi tum nahi ya hum nahi 

ho parade mein rehane do kyo

apni aukaat dikhaati ho chhoti si chinti hokar 

kyu parbat se takraati ho dum bhar ke liye bhi thehar sako 

dum bhar ke liye bhi thehar sako 

itna bhi tujhme dum nahi itna bhi tujhme dum nahi 

aaj faisala ho jaayega ho ho jaayega ho jaayega

aaj faisala ho jaayega

tum nahi ya hum nahi tum nahi ya hum nahi 

aurat se takraate ho tum aurat se takraate ho

yeh mardo waala kaam nahi

kya iska natija nikalega socha 

tumane anjaam nahi sine mein agar kuch himmat hai 

to humse aankh milaao tum

hansi ko mitaakar hasi ko mitaakar

na rakh du to mohan mera naam nahi

jab hum maidaan mein aa hi gaye 

jab hum maidaan mein aa hi gaye 

ye samajho ki phir tum nahi ye samajho ki phir tum nahi

aaj faisala ho jaayega

ho ho jaayega ho jaayega aaj faisala ho jaayega

tum nahi ya hum nahi tum nahi bas tum nahi

hai teri ye majaal to mujhse kare sawaal

teri chhutti kara du tera takhta uda du

are bemaut na mar tu apni hi fikar kar

bura har kaam mera kayaamat naam mera

main chutaki se masal du main jute se kuchal du

julum se mera rishta maut ka main farishta 

maut ka main farishta 

nahi koy mera saani tu maange daana paani

ho kaala naag hoon main toh jalati aag hoon main

mitaakar khaak kar du jalaakar khaak kar du

gunaah aur paap hoon main tera bhi baap hoon main

kya, tera bhi baap hoon main kya, tera bhi baap hoon main 

kya, tera bhi baap hoon main

Explore this song