Roman script

tum na hue mere to kya

tum na hue mere to kya

mai tumhara mai tumhara mai tumhara raha

mere chanda mai tumhara sitara raha

rishta raha bas ret ka

aye samandar mai tumhara kinara raha

mai tumhara mai tumhara tumhara raha

tum na huey mere to kya

tu hi pehli guzarish hasrat bhi tu aakhiri

mahi mere nasih marzi bata kya teri

mai tumhara mai tumhara mai tumhara raha

mere chanda mai tumhara sitara raha

mai jadon ke mahine ki tarah

aur tum ho pashmine ki tarah

mai diwaron ki tarah hun

tum jaise ho daricha

mai bagicha jo tumne sincha

tum na hue mere to kya

tum na hue mere to kya

mai tumhara mai tumhara mai tumhara raha

mere chanda main tumhara sitara raha

rishta raha bas ret ka

aye samandar mai tumhara kinara raha

mai tumhara mai tumhara tumhara raha

tum na hue mere to kya

Explore this song