Roman script

tum mile gum gaya, dard-e dil tham gaya 

tum mile gum gaya, dard-e dil tham gaya 

ab hume jindagi ka maja aayega 

ab hume jindagi ka maja aayega 

dil ko dil ka sahara jo milta raha 

dil ko dil ka sahara jo milta raha 

dekh lena mukkaddar badal jaayega

dekh lena mukkaddar badal jaayega

umar bhar saath rahne ki khaa ke kasam 

umar bhar saath rahne ki khaa ke kasam  

aaj aage badhaye hai maine kadam 

waqt kitne hi tufaan uthaaye magar 

waqt kitne hi tufaan uthaaye magar

ab iraada naa mera badal paayega 

ab iraada naa mera badal paayega  

dil ko dil ka sahara jo milta raha 

dil ko dil ka sahara jo milta raha 

dekh lena mukkaddar badal jaayega

dekh lena mukkaddar badal jaayega

apne kadmo pe sar mera jhukne to do 

apne kadmo pe sar mera jhukne to do 

ek manjil pe duniya ko rukne to do 

dekhna log pujenge aake tumhe 

dekhna log pujenge aake tumhe 

kal jamana tumhaari kasam khaayega 

dekh lena mukkaddar badal jaayega

tum mile gum gaya, dard-e-dil tham gaya 

tum mile gum gaya, dard-e-dil tham gaya 

ab hume jindagi ka maja aayega 

ab hume jindagi ka maja aayega 

aankho aankho me hone do ehde wafaa 

aankho aankho me hone do ehde wafaa 

door tak jaayegi dhadakano ki sada 

husn ki dhoom duniya me ho jaayegi 

husn ki dhoom duniya me ho jaayegi 

ishq saare jamaane pe chha jaayega 

ishq saare jamaane pe chha jaayega 

tum mile gum gaya, dard-e dil tham gaya 

tum mile gum gaya, dard-e dil tham gaya 

ab hume jindagi ka maja aayega 

ab hume jindagi ka maja aayega

Explore this song