Roman script

tum kyo aate nahi tum kyo aate nahi

bechain tan hai pyasa badan hai

bechain tan hai pyasa badan hai tum kyo aate nahi

tum kyo aate nahi tum kyo aate nahi

sab rang in labo ka tum par fida jo aao

aawara geeto ki barse ghata jo aao

madhosh dil ko kardo daman me phul bhardo

daman me phul bardo daman me phul bhardo

ya mujhko katal kar do katal kar do

katal kar do katal kar do tum kyo aate nahi 

tum kyo aate nahi tum kyo aate nahi

betab dil pe mere dekho karo na ghate

aa jao tum to mahke aur mahke jawa rate

rato ko ek saher do daman me phul bhardo

daman me phul bhardo ya mujhko katal kar do 

katal kar do katal kar do tum kyo aate nahi 

tum kyo aate nahi tum kyo aate nahi 

ye jism gora gora jo chup ke jara chalke

aur hogi kaise jaise rangi sharab chalke

koi apni bhi khabar do daman me phul bhardo

daman me phul bhardo daman me phul bhardo

ya mujhko katal kar do katal kar do

katal kar do katal kar do tum kyo aate nahi 

bechain tan hai pyasa badan hai

tum kyo aate nahi tum kyo aate nahi

tum kyo aate nahi

Explore this song