Roman script

tum kya jano dil karta tumse kitna pyar

rehta hai mujhko bas tumhara intzar, aisa hai ye diwanapan

jab tak na dekhu tumko aaye na karar, lag ja mere sine se yaar

pehle kabhi tu dil mera itna nahi tha diwana

kya chiz hai diwangi pake tujhe main ne jana

tujhko dekha tujhko chaha tera ho gaya

jan-e-jana main tere khwabo me kho gaya, aa chum lu tujhe bar bar

tum kya jano dil karta tum se kitna pyar

rehta hai mujhko bas tumhara intzar, aisa hai ye diwanapan

jab tak na dekhu tumko aaye na karar, lag ja mere sine se yaar

uff kya sama jawan hai aagosh me chandni hai

bikhri hai jo yaha waha woh pyar ki roshni hai

hai tere hi dam se meri chhahat ka jaha

tere jaisa aashiq sabko milta hai kaha, tujhpe sanam meri jan nisar

tum kya jano dil karta tumse kitna pyar

rehta hai mujhko bas tumhara intzar, aisa hai ye diwanapan

jab tak na dekhu tumko aaye na karar, lag ja mere sine se yaar

lyrics typed by : ruchita parab

Explore this song