Roman script

tum kya aaye dunia badal gayi tum kya aaye dunia badal gayi

ab to ye mausam lage suhana ab to ye mausam lage suhana

sari ye dunia pyari lagti hai

tum kya aaye dunia badal gayi tum kya aaye dunia badal gayi

tere darsh ko tarashti thi aankhe 

tere darsh ko tarashti thi aankhe

sawan ke jaise barasti thi aankhe 

aate the wo jab pyase the mausam

din rat dil ko jalate the mausam tum jo mile to tum jo mile to

dil ki pyasi dhadkan machal gayi

tum kya aaye dunia badal gayi tum kya aaye dunia badal gayi

ab to ye mausam lage suhana ab to ye mausam lage suhana

sari ye dunia pyari lagti hai

tum kya aaye dunia badal gayi 

tum kya aaye dunia badal gayi

aaja gale se tujhko laga lu aaja gale se tujhko laga lu

pyas ye dil ki ji bhar bujhalu aankho se meri sanso me aaja

milke gale se dil me shama jal gayi 

tum jo mile to tum jo mile to pyar ki bujhti shama jal gayi

tum kya aaye dunia badal gayi tum kya aaye dunia badal gayi

Explore this song