Roman script

tum khafa ho gaye, mujhse kis baat par

tum khafa ho gaye, mujhse kis baat par

sochti hi rahi main, yahi raat bhar

yahi raat bhar, ha yahi raat bhar

tum khafa ho gaye, mujhse kis baat par

kis baat par, o kis baat par

wada kar ke na aaye, nayi baat kya

wada kar ke na aaye, nayi baat kya

kaahe tohmat lagate ho barsaat par

barsaat par ha barsaat par

tum khafa ho gaye, mujhse kis baat par

kis baat par, ha kis baat par

tune aansu diye, gham diye shukriya

tune aansu diye, gham diye shukriya

shukriya is mohabbat ki saugat par

saugat par ha saugat par

tum khafa ho gaye, mujhse kis baat par

kis baat par, ha kis baat par

mar bhi jaau main tanha

kasam hai tumhe

mar bhi jaau main tanha

kasam hai tumhe

tum na aansu bahana

kisi baat par, kisi baat par

ha kisi baat par

tum khafa ho gaye, mujhse kis baat par

kis baat par, ha kis baat par

Explore this song