Roman script

tum kahe ko neha lagaye
sajan tum kahe ko neha lagaye
sajan tum kahe ko neha lagaye
kahe ko neha lagaye
bedardi kahe ko neha lagaye
bedardi kahe ko neha lagaye
sajan tum kahe ko neha lagaye
tum kya jano bholi umariya
preet ki hai thodi umariya
preet ki hai thodi umariya
thodi umariya kya kahat hai
thodi umariya kya kahat hai
kaise koi bichaye 
sajan tum kahe ko neha lagaye
sajan tum kahe ko neha lagaye
madhur milan ki aisi ghadi hai
rah me dekha maut khadi hai
rah me dekha maut khadi hai
maut se nain chura kar balam
maut se nain chura kar balam
dwar tere chali aaye 
sajan tum kahe ko neha lagaye
sajan tum kahe ko neha lagaye

Song details

Song video

Watch on YouTube