Roman script

tum jo mile armaan jage, sapne kayi sajne lage
na jaane kahaan dil kho gaya aahista aahista
tum jo mile armaan jage, sapne kayi sajne lage
na jaane kahaan dil kho gaya aahista aahista
tum jo mile armaan jage, sapne kayi sajne lage
na jaane kahaan dil kho gaya aahista aahista
teri baatein, teri yaadein kar gayi woh asar
har jagah bas tu hi tu hai, dekhun main jidhar 
dekhu main jidhar  
yeh faasale yeh duriya ban jaane do nazdikiyaan
na jaane kaha dil kho gaya ahista ahista 
ahista ahista
chaahta hun rok lun main jaate yen lamhein
bhul ke main saari duniya, chaahun bas tumhein 
chaahu bas tumhein
saari umar ji lun yahi tumse juda hona nahi
na jaane kaha dil kho gaya hey hey hey
aahista aahista aahista aahista

Song details

Song video

Watch on YouTube

actor: Abhay Deol, Soha Ali Khan