Roman script

tum jo mile to dil ne kaha 

hay kar raha kyo tu tanha safar 

haa khushnuma si hui jindgi 

jab se bane tum mere hamsar 

pahli dafa jab najar mein tum aaye 

thahri hui tabse tumpe najar 

main teri muskurahto pe har apni khusi luta du

tujhko du ek hansi ho khuda mehrba

maine teri chahto ko ab apni jindagi bana li 

ho jannat si agar tu rahnuma 

jina pada tere bin jo agar 

to ye dil ka gujara na hoga 

maine kiya khudko tujhpe fana kah de 

to kya hamara na hoga dua ye kar rahe hai ham 

khuda se aa mere sanam ke ho fir ham juda 

aa do dilo ki dor yu sath aise jod dun 

ke ho na fasle darmiya chalu main sang sang tere 

main teri baho me sama teri baho me mile 

mujhko dono jaha 

maine teri chahto ko ab apni jindagi bana li 

ho jannat si agar tu rahnuma

Explore this song