Roman script

tum jiyo hajaro saal

saal ke din ho pachaas hajaar

tum jiyo hajaro saal

saal ke din ho pachaas hajaar

tum jiyo hajaro saal

saal ke din ho pachaas hajaar

suraj roj aata rahe roj gata rahe

leke kirno ke mele

palchhin kaliya gin gin tera har din

tab tak rango se khele

suraj, aata rahe, gata rahe

leke kirno ke mele

palchhin, gin gin, har din

tab tak rango se khele

rang jab tak baaki hai baharo me

tum jiyo hajaro saal

saal ke din ho pachaas hajaar

tum jiyo hajaro saal

saal ke din ho pachaas hajaar

yaha vaha sham ho chaahe jaha

yu hi jhume shama sunke tumhari baate

pyar liye chand kaa tika liye

yu hi jugnu liye chamke tumhari raate

yaha vaha, chaahe jaha

jhume shama sunke tumhari baate

pyar liye, tika liye

jugnu liye chamke tumhari raate

nur jab tak baaki hai sitaaro me

tum jiyo hajaro saal

saal ke din ho pachaas hajaar

tum jiyo hajaro saal

saal ke din ho pachaas hajaar

tum jiyo hajaro saal

saal ke din ho pachaas hajaar

Explore this song