Roman script

tum jhuth na jano sajan mera pyar

tumhe kaise samjhau tumhe kaise samjhau 

tum jhuth na jano sajan mera pyar

tumhe kaise samjhau tumhe kaise samjhau 

bite din ki hai yad bite din ki hai 

yad jab kabhi aati hai dil jalta hai

jyo jale diye ki bati

aankho se bahti hai aansu ki dhar

jiya kaise bahlau jiya kaise bahlau 

kal tak jo the wo aaj rahe na hamare

kal tak jo the wo aaj rahe na hamare

ek jhalak dikha kar tut gayi do tare

maine na jana ulft ke din char

ro ro ke pachhatau ro ro ke pachhatau

tum jhuth na jano sajan mera pyar

tumhe kaise samjhau

tumhare hatho lut gayi haye anjani

tumhare hatho lut gayi haye anjani

ab roti hai ab roti hai 

meri barbad kahani

badnam huye chhoda hamne ghabar

kise fariyad sunaau

Explore this song