Roman script

arey bar bar oo bar bar tumko hum sabka parnam

hum sabka parnam oo bar bar tumko hum sabka parnam

tum kitne bade ho ha kitne mahan ha ha kitne mahan

ye log bhala kya pahchane

tum jano tum jano ya hum jane

ye tum jano tum jano ya hum jane

tumko bhole nath kahe ha ha tumko bhole nath kahe

ya bhole chakardhari bolo bhole chakardhari 

hey tere chakar tu hi jane kya jane ye janta bechari

jai jai gowardhan girdhari jai jai gowardhan girdhari

hey mari gayi janta bechari jai jai makhan chor murari

tere rup hai hajar jayada kahana hai bekar

kyu hai teri jai jai kar ye log bhala kya pahchane

tum jano tum jano ya hum jane

tum jano tum jano ya hum jane

tum jano tum jano ya hum jane

ho jhum jhum jhum jhum aayi dekho barkha bahar

dekho barkha bahar ho kon kon kis pe gaya hai dil har

ha gaya hai dil har ye log bhala kya pahchane

tum jano tum jano ya hum jane

tum jano tum jano ya hum jane

oo ho mai hu teri tu hai mera

mai hu teri pyasi dharti git hai tu sawan ka

git hai tu sawan ka tere prem ka rang barse to 

rang badale jiwan ka teri meri mulakat nahi 

kal ki ye bat ye to sadiyo ka sath

ye log bhala kya pahchane

tum jano tum jano ya hum jane

tum jano tum jano ya hum jane

Explore this song