Roman script

dil gaya jab tu mila abh tu chala to sab gaya

reh gaya bass ye gila kal tu kaha aur main kaha

tum jan lo abhi se ye raat fir na hogi

ye baat fir na hogi tum maan lo abhi se

pyaar mein pyaar mein

fir baad mein na kehna nahi door tumse rehna

kahi door tumse rehna hai gum yahi to sehna

ye sach to hai mere dil ka

abh tum bhi kuch keh do na

aakhe main dekhu jo teri bunti hai yaaden ye meri

dil ne kaisi hamen sajja

saanse main cho lu jo teri chunti hai aahe ye meri

dil ke kaise ho rahe judaa

abh hai hamen yahi sehna

sil gye lve mere abh jaan bi tu le chalaa

chun gye din mere jo raat meri tu le chala

tu lot ke na aana ye saath yaad rakhna

ye baat yaad rakhna fir lot ke na aana

pyaar mein pyaar mein

abh fir mile jo hum tum anjaan se hi rehna

kuch baat esi kehna bas fir mile na hum tum

ye sach to hai mere dil ka

aur kuch nahi abh kehna aaaa

Explore this song