Roman script

tum hariday ke devta ho

mai teri aaradhna

bhakti tum ho bhav mai hu

mai bhajan tum kalpana

tum hariday ke devta ho

mai teri aaradhna

bhakti tum ho bhav mai hu

mai bhajan tum kalpana

tum hariday ke devta ho

tum priye yadi pushp ho to

mai teri pushpanjali

tum priye yadi pushp ho to

mai teri pushpanjali

tum priya yadi geet ho to

mai teri geetanjali

tum sajni sandhya sinduri

mai hu sandhya vadana

bhakti tum ho bhav mai hu

mai bhajan tum kalpana

tum haridya ke devta ho

raag mai tum ragini ho

chand mai tum chandani

rag mai tum ragini ho

chand mai tum chandani

swapan ko sakar kar de

ye madhur madhu yamini

tum prnay ka granth ho to

mai prnay ki kamna

bhakti tum ho bhav mai hu

mai bhajan tum kalpana

tum hariday ke devta ho

mai teri aaradhna

bhakti tum ho bhav mai hu

mai bhajan tum kalpana

Explore this song