Roman script

tum ho, tum ho paas mere sath mere ho tum yu
jitna mehsus karu tumko utna hi pa bhi lu
tum ho mere liye, mere liye ho tum yu 
khud ko mai haar gaya tumko
tumko mai jeeta hu, tum ho
kahi se kahi ko bhi aaoge waja chale
puchhe bina kisi se hum mile
bandise na rahi koi baki 
tum ho, tum ho paas mere sath mere ho tum yu
jitna mehsus karu tumko utna hi pa bhi lu
kis tarah chhinega mujhse ye jahan tumhe
tum bhi ho mai kya fikr ab hume
tum ho mere liye, mere liye ho tum yu 
khud ko mai haar gaya tumko
tumko mai jeeta hu, tum ho 
lyrics typed by : priya bhati

Song details

singer: Mohit Chauhan, Suzanne D Mello

actor: Ranbir Kapoor, Nargis Fakhri