Roman script

tum ho haseen kaha ke hum chand aasma ke

haye haye garur kitna ha ha hujur itna

uf ye ada haye ye nasha ha ha ha

karte ho baat bad badke jin josh shwab ke chehre

karte ho baat bad badke jin josh shwab ke chehre

kya tir meri nazro ke dil me janab ke thehre

uf ye gajab haye haye ye dhak haye haye haye

tum ho haseen kaha ke hum chand aasma ke

haye haye garur kitna ha ha hujur itna

uf ye ada haye ye nasha ha ha ha

oye hoye ye chhal ka jadu dar hai zami na fat jaye

oye hoye ye chhal ka jadu dar hai zami na fat jaye

sine ko tham kar rakho dil na jagaha se hat jaye

uf ye akad haye ye pakad haye haye haye

tum ho haseen kaha ke hum chand aasma ke

haye haye garur kitna ha ha hujur itna

uf ye ada haye ye nasha ha ha ha

kya rab husn valo ko kaisa misaj deta hai

jiwan me sej phulo ki marne pe taj deta hai

haye ye gumar jaye kaha haye haye haye

tum ho hansi kaha ke hum chand aasma ke

haye haye garur kitna ha ha hujur itna

uf ye ada haye ye nasha ha ha ha

haye haye haye

Explore this song