Roman script
tum hi hamari ho manjil my love tum hi hamari ho manjil my love ye aawaj deta hai dil my love tum hi hamari ho manjil my love aisa na jaano hamko achaanak tumpe ye pyar aa gaya ho biti ruto ka ye rang hai jo banke bahar chha gaya ho tumko dekha pyar aa gaya tum hi hamari ho manjil my love ye aawaj deta hai dil my love tum hi hamaari ho manjil my love chaaha to chaaha ham to meri jaan warenge tumpe jiya ho aage hame kya, kaahe ko soche koi bhi ho tum piya tum sang jina o saathiya tum hi hamaari ho manjil my love ye aawaj deta hai dil my love tum hi hamaari ho manjil my love dekho hamari raaho me jaanam kya kya diye jal gaye ho dil se najar tak gam ke andhere saaye jo the tal gaye ho raste rango me dhal gaye tum hi hamari ho manjil my love tum hi hamari ho manjil my love ye aawaj deta hai dil my love tum hi hamari ho manjil my love lyrics typed by :- ruchita parab
Song details
- Singer: Udit Narayan
- Singer: Anuradha Paudwal
- Film / album: Yaara Dildara (1991)
- Composer: Jatin Lalit
- Lyricist: Majrooh Sultanpuri
- Actor: Aasif Sheikh
- Actor: Ruchika Pandey
- Actor: Rohini Hattangadi
- Actor: Shakti Kapoor
- Actor: Amjad Khan
- Actor: Kader Khan
- Actor: Ashok Saraf
- Actor: Saeed Jaffrey
Song video
singer: Udit Narayan, Anuradha Paudwal