Roman script

tere jaane ka gham aur na aane ka gham

phir zamaane ka gham kya kare

raah dekhe nazar raat bhar jaag kar

par teri toh khabar na mile

bahut aayi gayi yaade

magar iss baar tum hi aana

iraade phir se jaane ke nahi laana

tum hi aana koi to raah wo hogi

jo mere ghar ko aati hai

karo peecha sadaaon ka

suno kya kehna chahti hai

tum aaoge mujhe milne

khabar ye bhi tum hi lana

bahut aayi gayi yaadein

magar is baar tum hi aana

marjaavaan

Explore this song