Roman script

tere jane ka gham aur na aane ka gham

phir zamane ka gham kya kare

raah dekhe nazar raat bhar jaag kar

par teri to khabar na mile

bahut aayi gayi yade 

magar is baar tum hi aana

irade phir se jane ke nahi 

lana tum hi aana

meri dehleez se hokar

bahare jab guzarti hai

yaha kya dhoop kya sawan

hawaye bhi barasti hai

hume poochho kya hota hai

bina dil ke jiye jana

bahut aayi gayi yaade

magar is baar tum hi aana

koi to raah wo hogi

jo mere ghar ko aati hai

karo peechha sadao ka

suno kya kehna chahati hai

tum aaoge mujhe milne

khabar ye bhi tum hi lana

bahut aayi gayi yaade

magar is baar tum hi aana

marjaavan marja

Explore this song