Roman script

tum haare main jeeti, sajan tum haare main jeeti 

ye prem ki pahali baaji hain, ye prem ki pahali baaji hain 

tum haare main jeeti, sajan tum haare main jeeti 

tum haare main jeeti, sajan tum haare main jeeti 

main yahaa chhipi tu wahaa, main  yahaa chhipi tu

ham khoj khoj kar haar gaye, par khoj na paaye kaha chhipi

ham khoj khoj kar haar gaye, par khoj na paaye kaha chhipi

main chhipi jahaa phulo ki mahak, madmast pavan ke sur 

sajan tum haare, tum haare main jeeti 

sajan tum haare main jeeti 

chhipti hain kahaa rut ki khushbu

chhipti hain kahaa rut ki khushbu

aai bahaar aai bahaar, sab jaan gaye 

aai bahaar, sab jaan gaye 

jab koyal bole kuhu kuhu, kuhu kuhu

phulo ki saheli aa, phulo ki saheli aa 

tujh bin man ki bagiyaa suni

sakhi re man ki bagiyaa suni

sajan tum haare, tum haare main jeeti 

sajan tum haare main jeeti

main man ki prem paheli hu, main man ki prem paheli hu

main abhi abhi fir kabhi nahi 

main abhi abhi fir kabhi nahi 

main swapan pari albeli hu

main swapan pari albeli hu

lo maine tumko dhundh liya, lo maine tumko 

lo maine tumko dhundh liya

bolo kaisi beeti, sakhi re bolo kaisi beeti

sajan tum haare, tum haare main jeeti 

sajan tum haare haare haare haare

Explore this song