Roman script

tum haqikat ho koi khwaab dikha na mujhe 

mujhko hi na tarsa sata na mujhe 
tum haqikat ho
apni mahfil mein bulaya hai to kuch baat karo 

sirf tasveer ki manind sajaya na mujhe 
sirf tasveer ki manind sajaya na mujhe 
tum haqikat ho
mujhe saugat ki manind na baanto sab mein 

saanware may ki tarah daur mein lao na mujhe 
saanware tum haqikat ho 
jindgi ka meri ik hissa ho aadat ki tarah 

dil ki dhadkan ko to phir chod ke jao na mujhe 
dil ki dhadkan ko to phir chod ke jao na mujhe 
mujhko hi na tarsa sata na mujhe 
tum haqikat ho koi khwaab dikha na mujhe

Song details

Song video

Watch on YouTube