Roman script

tum hamare na huye khair koi baat nahi 

har ghadi hamko yaad bhi aaya na karo 

jo hame chain se jeene nahi deta ab tak 

samne aa ke wahi dard jagaya na karo 

tum hamare na huye khair koi baat nahi 

har ghadi hamko yaad bhi aaya na karo 

jo hame chain se jeene nahi deta ab tak 

samne aa ke wahi dard jagaya na karo 

jal gaya dil chaman aayi hai patjhad si 

chand umeed ki kaliya bhi nahi khil sakti 

kismate apni hain to aisi lakiro ki tarah 

saath chal sakti hai aapas me nahi mil sakti

bujh gaye saare diye aas ka darpan door hua 

dil ke darwaze pe aawaz

tum hamare na huye khair koi baat nahi 

har ghadi hamko yaad bhi aaya na karo

Explore this song