Roman script

tum hamare ho sake naa 

ham tumhare ho sake

chand lamho me hui hai 

umarbhar ki dooriyaan 

sar ko apne phod lete 

sar ko apne phod lete 

raah hume pathar naa kahe 

dekho duniya walo apne 

har kadam majbooriyaan 

tum khuda ho tum shamaan ho 

tum khuda ho tum shamaan ho 

haan tumhi ho aasmaan 

ham to besurat hai 

ham me kuch nahi hai khubiyaan 

har taraf ab aag hogi 

har taraf ab aag hogi 

khaak hoga ye jahan 

mere tute dil se udati

hain yahi chingariyaan 

chand lamho me hui hai 

umarbhar ki dooriyaan

Explore this song