Roman script

tum gaye gam nahi aankh ye nam nahi 
tum gaye gam nahi aankh ye nam nahi 
tum gaye gam nahi aankh ye nam nahi 
dard hoga dwa ab koi hamdam nahi 
tum gaye gam nahi aankh ye nam nahi 
gulsita de diye tune in khano ko 
gulsita de diye tune in khano ko 
gulsita de diye tune in khano ko 
mere hisse mein to ek shabnam nahi 
mere hisse mein to ek shabnam nahi 
dard hoga dwa ab koi hamdam nahi 
tum gaye gam nahi aankh ye nam nahi 
hamsafar hamse aakar chhod de ummide 
hamsafar hamse aakar chhod de ummide 
hamsafar hamse aakar chhod de ummide 
hamsafar hamse aakar chhod de ummide 
sath hum kya denge hum mein ab dam nahi 
sath hum kya denge hum mein ab dam nahi 
dard hoga dwa ab koi hamdam nahi 
tum gaye gam nahi aankh ye nam nahi 
tumse shikva kare yaar hum kis tarah 
tumse shikva kare yaar hum kis tarah 
tumse shikva kare yaar hum kis tarah 
tum to tum hi rahe hum agar hum nahi 
tum to tum hi rahe hum agar hum nahi 
dard hoga dwa ab koi hamdam nahi 
tum gaye gam nahi aankh ye nam nahi 
kaun hai duniyan mein jisko sabkuchh mila 
kaun hai duniyan mein jisko sabkuchh mila 
kaun hai duniyan mein jisko sabkuchh mila 
mujhko sabkuchh mila bas mile tum nahi 
mujhko sabkuchh mila bas mile tum nahi 
dard hoga dwa ab koi hamdam nahi 
tum gaye gam nahi aankh ye nam nahi 
tum to tum hi rahe hum agar hum nahi 
dard hoga dwa ab koi hamdam nahi 
tum gaye gam nahi aankh ye nam nahi

Song details