Roman script

tum dil me bas gaye ho sanam sanam sanam 

mai khati hu tumhari kasam o dilruba jane jana 

mai khati hu tumhari kasam mai khati hu tumhari kasam

parwat me jaise jharne ka pani

badal me jaise bijli ki rawani

tan man me tum aise base ho

sanso me jaise jindgani

tum dil me bas gaye ho sanam sanam sanam

mai khati hu tumhari kasam o dilruba jane jana

tum dil me bas gaye ho sanam sanam sanam

mai khati hu tumhari kasam

mai khati hu tumhari kasam

chand bhule na jaise chamakna

phul bhule na jaise mahakna

mai tumko na bhulu ek pal

dil bhule na jaise dhadakna

tum dil me bas gaye ho sanam sanam sanam

tum dil me bas gaye ho sanam sanam sanam

mai khati hu tumhari kasam o dilruba jane jana

tum dil me bas gaye ho sanam sanam sanam

mai khati hu tumhari kasam

mai khati hu tumhari kasam

Explore this song