Roman script

lo ho gayi sham tare nikal aaye

milan ke dur se koi geet gaye

gale mil rahe hai bichhde huye sab

haaye lekin tum na aaye tum na aaye

ye pyara sama 

ye mausam ki javani chale aaye

hoye tum chale aaye badi maharbani

badi maharbani

tum chale aaye badi maharbani

badi maharbani

hai aisa nasha ki dil kare nadani 

tum chale aaye 

hoye tum chale aaye badi maharbani

badi maharbani

tum chale aaye badi maharbani

badi maharbani

o ruthne vale fir hame tumhare

hue haal kya kya na puchno hamare

o ruthne vale fir hame tumhare

hue haal kya kya na puchno hamare

lakh bujhaye dil ki bujhe na

sukh gaya haye 

sukh gaya naino ka pani 

tum chale aaye 

tum chale aaye badi maharbani

badi maharbani

tum chale aaye badi maharbani

badi maharbani

o tumhi ho wo jalim tadpaane vale

jisko kiya tha dil ye havale

tumhi ho wo jalim tadpaane vale

jisko kiya tha dil ye havale

meri najar se usdin bachke

chale gaye tum chale gaye

deke nisani tum chale aaye 

tum chale aaye badi maharbani

badi maharbani

tum chale aaye badi maharbani

badi maharbani

ye pyaara samaa ye mausam ki javani 

tum chale aaye 

tum chale aaye badi maharbani

badi maharbani

tum chale aaye badi maharbani

badi maharbani

Explore this song