Roman script
Tumse kya kehna hai Suno, tumse ab kya sun’na Chhod diya ab chandni raat mein Maine sapne bun’na Main apni tanhaai se ab sab keh leta hoon Tum bolo na bolo Tum bolo na bolo Tum bolo na bolo (Tum bolo.. na bolo.. na bolo) (Tum bolo.. na bolo.. na bolo) Raat ko jab chaand poochega wo kaisi lag rahi thi Chand se keh dunga mujhko teri jaisi lag rahi thi Uss mein bhi ik daag nikla Tu bhi toh ghat’ta hai badhta hai Der saver se chadhta hai Tera sauda kab khara tha Sirf asharfi ki tarah tha Jab tum milo kehna usey zaroori nahi hai Tum bolo na bolo (Tum bolo….) Tum bolo na bolo (Na bolo… na bolo) Meri aadat me nahi hai koi rishta tod dena Mere shayar ne kaha tha mod dekar chhod dena Ajnabi phir ajnabi hai Gahne bahut pehnoge yaad ka zewar naya hai Dard jo ghulte nahi hai Rang woh dhulte nahi hai in above Gulzar refers to one of his favorites Sahir Ludhianvi’s Shair: Chalo ik bar phir se ajnabi bann jaayein hum dono Wo afsaana jise anjaam tak laana na ho mumkin Usey ek khoobsurat mod de kar chhodna achaa! Saare gile baaki rahe magar yaad hai Tum bolo na bolo Tum bolo na bolo Tumse kya kehna hai Suno ab tumse ab kya sunana Chhod diya ab chandani raat mein maine sapne bun’na Main apni tanhai se ab sab keh leta hoon Tum bolo na bolo Tum bolo na bolo Tum bolo na bolo (Tum bolo.. na bolo.. na bolo) Tum bolo na.. bolo (Tum bolo.. na bolo.. na bolo) Tum bolo na.. bolo
Song details
- Singer: Sonu Nigam
- Film / album: Dus Tola
- Composer: Sandesh Shandilya
- Lyricist: Gulzar
cast: Manoj Bajpai, Aarti Chhabria
language: Hindi