Roman script

tum bin ye dil ghabraye yaad tumhari sataye

raato ko nind na aaye main kya karu

kaise main tum ko bhulau, kaise main tum ko manau

kaise main tum se mil paau, main kya karu

kab se hu akela yaha, suna hai har sama

har ghadi mera dil kahe, tum kaha tum kaha

wo bhi kaise din the, wo thi kaisi raatain

kitne pyare pal the, kitne pyari baate

ab ye hua hai kyu, main hun tumhare bin

tum leke aajao, phir se wo raat aur din

ho sake to ye maan lo, tum yaha aao na

tum se thi meri har khushi, har khushi laao na

tum bin ye dil ghabraye yaad tumhari sataye

raato ko nind na aaye main kya karu

kaise main tum ko bhulau, kaise main tum ko manau

kaise main tum se mil paau, main kya karu

kab se hu akela yaha, suna hai har sama

har ghadi mera dil kahe, tum kaha tum kaha

Explore this song