Roman script

Hey…

Saath mein thhe

Paas mein thhe

Jaane kahaan tum chal diye

Raahein jahaan jaati nahi

Dekho wahaan tum chal diye

Yaara Tum Bin jeene mein

Saansein chubhe hain seene mein

Tum bin raha jaaye naa

Tum bin jiya jaaye naa

Tum bin raha jaaye naa

Tum bin jiya jaaye naa

Hey…

Rozana ye uljhan rehti hai jaane kyun

Jaise kuch pyara sa rakh ke bhoole ho

Tum yahin thhe haan yahin thhe

Kho gaye ho kahaan

Yaara Tum Bin jeene mein

Saansein chubhe hain seene mein

Tum bin raha jaaye naa

Tum bin jiya jaaye naa

Tum bin jiya jaaye naa..

Tum bin jiya jaaye naa..

Lagta hai ki tum bin hum reh na payenge

Kya toota hai ander ye hum keh na payenge

Aa bhi jaao hum se aakhir kaise naraazi

Yaara tum bin jeene mein

Saansein chubhe hain seene mein

Tum bin raha jaaye naa

Tum bin jiya jaaye naa

Tum bin jiya jaaye naa

Tum bin jiya jaaye naa

Tum Bin 2 Dialogue:

Life mein jo hum chahte hain

Aur jo hum chunte hain

Uske bich mein hamari kamjori chupi hoti hai

Aur kabhi kabhi taakat

Explore this song