Roman script
jab se mile ho tum aaisa laga hai ki tum bin na hum ji sakenge ehsaas dil ko hoe laga hai ke tum bin na hum ji sakenge ye dooriyan lagti sitam, aaghosh main tum bharlo sanam jab se mile ho tum aaisa laga hai ki tum bin na hum ji sakenge ye lamhe yahipe thehar jaane do hume toot ke bikhar jaane do jawaan dhadkanon main utar jaane do hadhoh se bhi aage gujar jaane do tanhaiyon ka kehna yahi hai ke tum bin na hum ji sakenge jab se mile ho tum aaisa laga hai ki tum bin na hum ji sakenge ab zindgi mein tamnna nahi hai, tum aa gaye ho ab zindgi mein tamnna nahi hai, tum aa gaye ho barso se pyaasi humari nazar main, tum cha gaye ho barso se pyaasi humari nazar main, tum cha gaye ho har arzu ko ye lagne laga hai ke tum bin na hum ji sakenge ehsaas dil ko hone laga hai ke tum bin na hum ji sakenge jab se mile ho tum aaisa laga hai ki tum bin na hum ji sakenge hum jismo jaan se lipat jaye aise phulo main khusbu simat jaye jaise sanso ko chule sanson se aake sab kutch bhula ke tumme samake nazdikiyon ne bhi humse kaha hai ke tum bin na hum ji sakenge ehsaas dil ko hone laga hai ke tum bin na hum ji sakenge ye lamhe yahipe thehar jaane do hume toot ke bikhar jaane do jawaan dhadkanon main utar jaane do hadhoh se bhi aage gujar jaane do humko yakin ye hone laga hai ke tum bin na hum ji sakenge jab se mile ho tum aaisa laga hai ki tum bin na hum ji sakenge ha tum bin na hum ji sakenge, tum bin na hum ji sakenge tum bin na hum ji sakenge, tum bin na hum ji sakenge
Song details
- Singer: Udit Narayan
- Singer: Alka Yagnik
- Film / album: Mere Jeevan Saathi (2006)
- Composer: Nadeem Shravan
- Lyricist: Sameer
- Actor: Akshay Kumar
- Actor: Karisma Kapoor
- Actor: Amisha Patel
- Actor: Gulshan Grover
- Actor: Aashish Vidyarthi
- Actor: Rakesh Bedi
- Actor: Maya Alagh
- Actor: Alok Nath
- Actor: Arun Bali
- Actor: Gajendra Chauhan
- Actor: Razzak Khan
- Actor: Asha Patel
Song video
singer: Udit Narayan, Alka Yagnik
actor: Akshay Kumar, Karishma Kapoor