Roman script

meri nazar me to sirf tum ho

kuch aur mujhko pata nahi hai

tumhari mehfil se uth raha hu

magar kahi rasta nahi hai

tum bin jaaun kahan

tum bin jaaun kahan

ke duniya mein aake

kuch na phir chaha sanam

tumko chaah ke

tum bin jaaun kahan

kabhi mere gam ki kahani

kabhi mere gam ki kahani

dil se mat kahna

kahin meri baat chale to

sunke chup rehna

mera kya hai kat jaayegi kahin

ye zindagi

tumko chaah ke 

tum bin jaaun kahan

tum bin jaaun kahan

tum bin jaaun kahan

Explore this song