Roman script

tum bhul ke fande me hasino ke na aana

tum bhul ke fande me hasino ke na aana

dil na lagana meri ja dil na lagana

meri ja dil na lagana

in mast nazar walo se aankhe na ladana

in mast nazar walo se aankhe na ladana

aankhe na ladana

dil na lagana meri ja dil na lagana

meri ja dil na lagana

wado ka bharosha nahi mashuk hai jhuthe

wado ka bharosha nahi mashuk hai jhuthe

bate hai bahut bholi magar dil ke hai khote

bate hai bahut bholi magar dil ke hai khote

kudrat ne sikhaya hai inhe dil ka churana

kudrat ne sikhaya hai inhe dil ka churana

dil na lagana meri ja dil na lagana

meri ja dil na lagana

Explore this song