Roman script

tum bhi wahi ho main bhi wahi hu

hay magar wo pyar nahi, pyar nahi

tum bhi wahi ho mai bhi wahi hu

hay magar wo pyar nahi, pyar nahi

chand sitare karte ishare

mujhko unse jyoti dila de

din bhi wahi hai raate wahi hain

hay magar wo pyar nahi, pyar nahi

birha ki rate kaise gujaru hay

yaad aaye sajan tumko pukaru

wo hi nazariya wo hi dagariya

hay magar wo pyar nahi, pyar nahi

pritam ki hari main nihari

jeet hui hai balam tihari

ab aa jao na tadpao 

hay tumhari haar nahi, haar nahi

tum bhi wahi ho mai bhi wahi hu

hay magar wo pyar nahi, pyar nahi

Explore this song