Roman script

tum bhi ho wahi hum bhi hai wahi

baat phir ab lagati hai nayi

kya hua galat aur kya sahi

dono sath hai sach to hai yahi

yaade vo lagti rah gayi piche kahi

ye pyar ab hame aage khiche kahi

ye dur tak bechain hai sab raste

is haal me tu muskura mere vaaste

tum bhi ho wahi ham bhi hai wahi

baat phir ab lagati hai nayi

kya hua galat aur kya sahi

dono sath hai sach to hai yahi

ab din dhale chahe jaha ab sham ho

parvah kya ab chahe jo anjam ho

vo aasman ho ya jami hamne likha pyar ko har kahi

shishe ka har ek pal isme chupa apna kal

tute na ye sambhalo ise

shishe ka har ek pal isme chupa apna kal

tute na ye sambhalo ise

tum bhi ho wahi hum bhi hai wahi

baat phir ab lagati hai nayi

kya hua galat aur kya sahi

dono sath hai sach to hai yahi

Explore this song