Roman script

tum bhi na maano, mai bhi na maanu

tum bhi na maano, mai bhi na maanu

par tum bhi jaano, par mai bhi jaanu

hai pyaar tumhe hai pyaar mujhe, lagta hai yahi har baar mujhe

aankhe bhi jaise dil ki jubaan hai, sab kuchh sunati khamoshiya hai

ham paas aaye ya dur jaaye, baandhe hai koyi bandhan hame

hai pyaar tumhe hai pyaar mujhe, lagta hai yahi har baar mujhe

tum bhi na maano, mai bhi na maanu

par tum bhi jaano, par mai bhi jaanu

hai pyaar tumhe hai pyaar mujhe, lagta hai yahi har baar mujhe

ek pal jo tumne jo chhu liya hai kuch bhi na kehke sab keh diya hai

saanso ki uljhan sine ki dhadkan rakhati kaha hai kuchh raaj me

hai pyaar tumhe, hai pyaar mujhe, lagta hai yahi har baar mujhe

dil ki kahaani jo ankahi hai, saari fija me gunji huyi hai

saari hawaaye, saari dishaaye, yahi sunaye yahi sune

hai pyaar tumhe hai pyaar mujhe, lagta hai yahi har baar mujhe

tum bhi na maano, mai bhi na maanu

tum bhi na maano, mai bhi na maanu

par tum bhi jaano, par mai bhi jaanu

hai pyaar tumhe, hai pyaar mujhe, lagta hai yahi har baar mujhe

hai pyaar tumhe, hai pyaar mujhe, lagta hai yahi har baar mujhe

hai pyaar tumhe, hai pyaar mujhe, lagta hai yahi har baar mujhe

hai pyaar tumhe, hai pyaar mujhe, lagta hai yahi har baar mujhe

Explore this song