Roman script

tum bin jiya udaas sajna

aaja mere pass

tum bin jiya

tum bin jiya udaas sajna

aaja mere pass

tum bin jiya

chand ki aas chakori ko

mujhko teri aas

tum bin jiya 

tum bin jiya udaas sajna

aaja mere pass

tum bin jiya

tum bin jiya udaas sajna

aaja mere pass

tum bin jiya

aa gayi aankhe har ik shay me

sajna tujhko dhundhe

aa gayi aankhe har ik shay me

sajna tujhko dhundhe

tum bin aag lagaye dil me

ye sawan ki bunde

tu jo nahi to

man ko na bhaye

pi ko dhundhti udaas

tum bin jiya

tum bin jiya udaas sajna

aaja mere pass

tum bin jiya

so gaya chand, so gaye taare

so gayi duniya saari

so gaya chand, so gaye taare

so gayi duniya saari

ab tu aaja sangdil sajna

tu jeeta main haari

lamha lamha badhti jaye

in ankhiyo ki pyas

tum bin jiya

tum bin jiya udaas sajna

aaja mere pass

tum bin jiya

tum bin jiya udaas sajna

aaja mere pass

tum bin jiya

Explore this song