Roman script

radha ne kaha ek roz kaha jau shyam se 

wahi kahu main aaj tumhare naam se

tum bansi bajate ho ya mujhe bulate ho

tum bansi bajate ho ya mujhe bulate ho

sara din tadpate ho sari raat jagate ho

tum payal bajati ho ya mujhe bulati ho

tum payal bajati ho ya mujhe bulati ho

sara din tadpati ho sari raat jgati ho

tum bansi bajate ho

hai kaun jo do anjano ko man ka mit banata hai

hai kaun jo do anjano ko man ka mit banata hai

koi kuchh bhi karta nahi ye mausam msusam

ye mausam git banata haitum git ye gate ho 

ya mujhe bulate ho tum bansi bajate ho 

ya mujhe bulate ho tum bansi bajate ho 

kali kali in aankho me kya hai

kali kali in aankho me kya hai

ye kala badal hai ye kala badal hai

tum pagal ho hu diwane ho

tum pagal ho diwane ho

kuch aur nahi ye kajal hai

tum kajal lagati ho ya mujhe bulati ho

tum payal bajati ho ya mujhe bulati ho

tum bansi bajate ho ya mujhe bulate ho

tum bansi bajate ho

Explore this song