Roman script

tum bahut haseen sahi kuch to dil se kaam lo 

tum bahut haseen sahi kuch to dil se kaam lo 

pyaar tumse bhi hasi pyaar ka pyaam lo

ye pyaar ka pyaam aji khairiyat to hai

wo bhi mere naam aji khairiyat to hai na 

tum bahut haseen sahi kuch to dil se kaam lo 

tum bahut haseen sahi

kuch jyada surkh to hai aaj ye haseen lab 

pyaas meri kam nahi wo bhi jawa hai ab 

in labo ke naam tum pyaas ka salaam lo

pyaar tumse bhi hasi pyaar ka pyaam lo

diwangi kaho ise ya aashiki kaho

kehte ho isko pyaas to tum pyaas hi kaho

pyaas ik junu ka naam aji khairiyat to hai

ye pyaar ka pyaam aji khairiyat to hai na 

tum bahut haseen sahi kuch to dil se kaam lo 

tum bahut haseen sahi

door door chal chuke ab kareeb aao tum kareeb aao tum

yu akeli raah me ladkhada na jaao tum

lo badha raha hu hath hath mera thaam lo

pyaar tumse bhi haseen pyaar ka payaam lo

hairan hu aap leke mujhe aa gaye kaha

is mod per jamin se milta hai aasmaan

aakaar ye makan aji khairiyat to hai

ye pyaar ka pyaam aji khairiyat to hai na 

tum bahut haseen sahi kuch to dil se kaam lo 

pyaar tumse bhi hasi pyaar ka pyaam lo

Explore this song