Roman script

tum bade wo ho mohabbat ka maza kya jano

tum bade wo ho mohabbat ka maza kya jano

pyar ki baat nibhane ki ada kya jano

pyar ki baat nibhane ki ada kya jano

yu to karne ko sabhi pyar kiya karte hai 

ho kiya karte 

yu to karne ko sabhi pyar kiya karte hai 

ho kiya karte 

dil mein jo dard hai dil mein jo dard hai 

tum uski dawa kya jano

tum bade ho ho mohabbat ka maja kya jano

pyar ki baat nibhane ki ada kya jano

pyar ka kya chij hai tum uska maja kya jano

maja kya jano

pyar ka kya chij hai tum uska maja kya jano

maja kya jano

baat karna baat nibhane ki kam kya jano

tum bade ho ho mohabbat ka maja kya jano

pyar ki baat nibhane ki ada kya jano

chhod dena na kahi sath tumhe meri kasam 

ho tumhe meri kasam 

chhod dena na kahi sath tumhe meri kasam 

ho tumhe meri kasam 

matlabi log matlabi log ho wado ki wafa kya jano

tum bade ho ho mohabbat ka maja kya jano

pyar ki baat nibhane ki ada kya jano

dil ke shishe ko jo dekha to najar aa gaye tum 

najar aa gaye tum 

dil ke shishe ko jo dekha to najar aa gaye tum 

najar aa gaye tum 

chain se rahte ho tum haal mera kya jano 

tum bade ho ho mohabbat ka maja kya jano

pyar ki baat nibhane ki ada kya jano

Explore this song