Roman script

tum bade wo ho dil jalate ho

abhi mile abhi chale dilruba ho

tum bade wo ho dil jalate ho

abhi mile abhi chale dilruba ho tum bade wo ho

chand ka saya hai dil pe dil aaya hai

chand ka saya hai dil pe dil aaya hai

aisi bhi jaldi kya hai thahriye to

tum bade wo ho dil jalate ho

abhi mile abhi chale dilruba ho tum bade wo ho

bekhudi chai hai hum hai tanhai hai

bekhudi chai hai hum hai tanhai hai

khichte kyu ho daman itne zalim kyu ho

tum bade wo ho dil jalate ho

abhi mile abhi chale dilruba ho tum bade wo ho

kya sama hai dekho dil jawa hai dekho

kya sama hai dekho dil jawa hai dekho

pyar karke darna kya chahe jo ho so ho

tum bade wo ho dil jalate ho

abhi mile abhi chale dilruba ho

Explore this song