Roman script

tum abhi the yahi tum abhi the yaha

kho gaye ek pal me na jane kaha

tum abhi the yahi tum abhi the yaha

kho gaye ek pal me na jane kaha

dil pe yu daag hai bite lamhaat ke

dil pe yu daag hai bite lamhaat ke

saj par jaise ho ungaliyo ke nisha

kho gaye ek pal me na jane kaha

tum abhi the yahi tum abhi the yaha

ek raste pe hum hai, dusre pe tanhayi hai

jindagi is dorahe par kyu mujhko le aayi hai

aaj bhi sath hai kal ki ek dasta

aaj bhi sath hai kal ki ek dasta

saj par jaise ho ungaliyo ke nisha

kho gaye ek pal me na jane kaha

tum abhi the yahi tum abhi the yaha

hamsafar ko na pahchan paaye akele hi hum rah gaye 

kho gaye sare karvahe khushi ke bas gam hi gam rah gaye

aankho me rah gaya koi bita samaa

aankho me rah gaya koi bita samaa

saj par jaise ho ungaliyo ke nisha

kho gaye ek pal me na jane kaha

tum abhi the yahi tum abhi the yaha

lyrics typed by: neha gupta

Explore this song