Roman script

tukda tukda kaise bata aasman

palko pe kaise aake ruka aasman

nanhi si bundo mein bundo ki aankho mein

aankho se sapno tak bhiga tha mera jaha

kaise bata aasman

tukda tukda kaise bata aasman

dole dole man ye dole

jiya jale haule haule

bairi pavan ghunghat khole

pyase naiyan kuch na bole

jina jina jina hai mushkil

ab to parinde ka udana hai mushkil

kaisi hai ye dasta kaise bata aasman

nanhi si bundo mein bundo ki aankho mein

aankho se sapno tak bhiga tha mera jaha

kaise bata aasman

tukda tukda kaise bata aasman

titli jalai gayi suraj utara gaya

diya bujh gaya jism ka diya bujh gaya jism ka

sadao ko mara gaya sadao ko mara gaya

sadao ko mara gaya

aankho mein chubhta hai sanso mein jalta hai

pal pal badlta hai milta nahi hai nishan

kaise bata aasman

tukda tukda kaise bata aasman

aawargi na tirsngi

thahri hai kyo fir jindagi

ek chand hai benam sa  aagaaj hai anjaam sa 

hai pal har pal rulati hai kyo

bata de tu aajmati hai kyo

leti hai kyo imtiha

Explore this song